Thursday, December 15, 2005

Love is reckless, not reason by Rumi in Urdu

Love is reckless; not reason.
Reason seeks a profit.
Love comes on strong,
consuming herself, unabashed.

Yet, in the midst of suffering,
Love proceeds like a millstone,
hard surfaced and straightforward.

Having died of self-interest,
she risks everything and asks for nothing.
Love gambles away every gift God bestows.

Without cause God gave us Being;
without cause, give it back again.

~Rumi
http://www.khamush.com/love_poems.html#Love%20is%20reckless

**********************

Urdu version

Mohabbat kisi ki parwah nahin karti

Mohabbat kisi ki parwah nahin karti,
Na hee yeh kuchh nsochhti hai.
Sochnay se phaida hota hai.
Mohabbat zor se aati hai
Aur baysharam apnay ko
katam kar jaati hai.


Dukh main tarpatay hooay
Yah chalti hai chaki ki tarah,
Zabardast aur ek simt main.

Khudgarzi ko khatam kar
Har kahtray ko tayaar rehti hai
Aur kuch nahin chahtee kisi se.
Moabbat khuda kay har tofay
Se jooa khelti hai.

Bina matlab se khuda hamain jaan dehta hai
Bina matlab se phir tum usay wapis kar do.

0 Comments:

Post a Comment

<< Home